Is qadar kaun muhabbat ka sila deta hai
Uska banda hoon jo bande ko khuda deta hai
Uske irshad se mujh par mere asraar khule Ke woh har lafz mein aaena dikha deta hai
Wohi sar saaz karega mere veeranon ko Aandhiyon ko bhi jo qirdar e saba deta hai
Kadam uthte hain mere jaanib e bat ha jab bhi Ik farishta mujhe shahpar ki hawa deta hai
Qasar o aiwaan se guzar jaata hai chup chaap 'Nadeem' Dar muhammad ka jab aaye to sada deta hai