Unke Andaz-e-Karam

Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka
Haye Woh Waqt Woh Baatein Woh Zamana Dil Ka

उनके अंदाज़-ए-कर्म उन पे आना दिल का


हाऐ वो वक़्त वो बातें वो ज़माना दिल का

Mujhe Yaad Hai Woh Zara-Zara
Unhein Woh Yaad Ho Ka Na Yaad Ho


Na Suna Usne Tawajo Se Fasana Dil Ka
Umar Guzri Hai Magar Dard Na Jana Dil Ka

न सुना उसने तवजो से फ़साना दिल का


उम्र गुजरी है मगर दर्द न जाना दिल का


Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai


Dil Jalwon Se Dillagi Achchi Nahi 
Rone Walyon Se Hasin Achchi Nahi
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai


Dil Laga Kar Pata Jalwa Dil Ko Ashiqi dillagi nahi hoti
Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai


Kiya Khabar Thi Ke Ishq Ke Haathon 
Aisi Halat Tabah Hoti Hai
Baat Karta Hoon Dam Ulajhta Hai 
Saans Leta Hoon Aha Hoti Hai
Dillagi Dil Ki Lagi...

किया खबर थी कि इश्क़ के हाथों
ऐसी हालत तबाह होती है
बात करता हूँ दम उलझता है


सांस लेता हूँ आह होती है


Zakham Pe Zakham Kha Ke Ji 
Apne Lahoo Ke Ghont Pee
Aah Na Kar Labon Ko Si 
Ishq Hai Dillagi Nahin


Dillagi Dil Ki Lagi Ban Ke Mita Deti Hai
Rog Dushman Ko Bhi Ya Rab Na Lagana Dil Ka


Wo Bhi Apne Na Howe Dil Bhi Haathon Se Gaya
Aise Aane Se Toh Behtar Tha Na Aana Dil Ka


Naksh Par Aab Nahi Veham Nahi Khwaab Nahi
Aap Kyun Khel Samjhte Hain Mitaana Dil Ka



Unki Mehfil Mein Naseer Unke Tabassum Ki Qasam
Dekhte Reh Gaye Hum Haath Se Jana Dil Ka


Unke Andaz-e-Karam Unpe Aana Dil Ka....