Tu maaf karenga mere saare gunah
Meri tauba meri tauba meri tauba tauba
Mujhe maloom hai mujrim hoon main aur tu mera hakim
Jabeen toh aaj meri ankhon mein ashqon ki hai rimjhim
Koi banda jo tere dar pe aansu rol deta hai
Mere maula dar e tauba tu uspe khol deta hai
Tu zaroor sunega mere dil ki sada
Meri tauba meri tauba meri tauba tauba
Tere dar pe main kyun na sawaal karun
Tu rahim bhi hai tu karim bhi hai tu
Main toh kast bhi hoon main hakeer bhi hoon
Tu buland bhi hai tu azeem bhi hai
Jo main jhel chuka wo bahut hai saza
Meri tauba meri tauba meri tauba tauba
Gham ka maara hoon besahaara hoon
Hun bura ya bhala tumhara hoon
Mere gunah zyaada hain ya teri rehmat
Kareem tu hi bata de hisaab karke mujhe
Mujhe karde muaaf apne rasool e paak ke sadke
Khatayein baksh de meri shah e laulaak ke sadke
Mere maalik duhaayi hai tujhe aale payambar ki
Riha karde ghamon se karbala ki khaak ke sadke
Andheron mein mujhe taabindagi de de mere maula
Naya mujhko shaoor e zindagi de de mere maula